Manqabat In Praise Of Great Luminaries Aala Hazrat RadiAllahu Anhu, Mufti E Aazam RadiAllahu Anhu & Huzur TaajushSharia

Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza

Jo Sunniyat ki Shaan hai, jo Qaum ka Imaam hai
Nabi ka jo Ghulam hai, Raza usi ka naam
Jo Razviyoun ki Shaan hai, jo Chishtiyoun ki Aan hai
Wo Qaadiri pathaan hai, Raza usi ka naam hai

Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza

Naqi ka pyara Laad’la, jo Ilm ka pahadd hai
Jo najdiyoun ke waaste, tou Sher ki dahadd hai
Wahabi jis’se dargaye, bahot se hi sudhar gaye
Ye jiska Faize aam hai, Raza usi ka naam hai

Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza

Naseeb waale dekhten hain qwaab mein Huzur ko
Magar kisine jaagte may dekha Haqq ke Noor ko
Hai ayesa koun dosto? batata hoon suno suno
Wo Ishq ka Imaam hai, Raza usi ka naam hai

Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza

Raza ke baad Mustafa Raza hamein ataa huwe
Jinhone har mureed ko milaya Ghause Paak se
Abb ayesa Peer hai kahan ? siwaye Azhari Miyaan
Diya hamein Inaam hai Raza usi ka naam hai

Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza

Ya Rubb Janabe Muftiye Aazam ki khayr ho
Unse hamare dard ka darma hai aaj bhi
Ya Rubb hamare Hazrate Akhtar ki khayr ho
Jinse Raza O Noori ka faizaan hai aaj bhi

Raza ke baad Mustafa Raza ka Darya dekhiye
Hamare Pyaare Azhari Miyan ka Jalwa dekhiye
Haram mein Rutba pagaye, Zamane mein jo chagaye
Ye jiska Faize aam hai, Raza usi ka naam hai

Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza

Deen O Dunya ki hai isme hi behtari,
Dosto thaamlo Daamane Azhari
Naaz jinpar kare aaj khud rehbari
Ayesa Peer E Tareeqat salamat rahe
Main rahun na rahun iss jahan mein magar
Mera Taaj E Shariat salamat rahe

Raza ke baad Mustafa Raza ka Darya dekhiye
Hamare pyare Azhari Miyan ka jalwa dekhiye
Haram mein Rutba pagaye, Zamane mein jo chagaye
Ye jiska Faize aam hai, Raza usi ka naam hai

Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza

Raza se miloge tou khill jaoge
Raza se jaloge tou jall jaoge
Ahmed Raza ka taaza gulistaan hai aaj bhi
khursheed Ilm unka darkhshaan hai aaj bhi
Tum kya gaye ke raunaqe mehfil chaligayi
Shero adab ki zulf pareshaan hai aaj bhi
Baade wisaal Ishq E Nabi kam nahi huwa
Roohe Raza Huzur pe qurbaan hai aaj bhi
Subb unse jalnewaloun ke gul hogaye charagh
Ahmed Raza ki sham’ma firozaan hai aaj bhi

Raza se jalne waaloun ke diye Naeem bujhgaye
Jo Maslak E Raza se aur Salam se ulajh gaye

Nicha karne ko kitne ade rehgaye
Aala Hazrat bade thay bade rehgaye

Raza se jalne waaloun ke diye Naeem bujhgaye
Jo Maslak E Raza se aur Salam se ulajh gaye
Ye ayesa ek Salam hai, Zamane mein jo aam hai
Ke jiska ye Salam hai, Raza usi ka naam hai

Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza

Roze Mehshar agar mujhse puche Khuda
Bol Aale Rasul tu laya hai kya
Arz kardunga laya hoon Ahmed Raza
Ya khuda ye amaanat salamat rahe

Kaha Raza ke Peer ne, Jahaan ke Dastageer ne
Waliye BeNazeer ne, ke Peeroun ke bhi Peer ne
Jo puchega agar Khuda, ke tohfa saath laaye kya ?
Kahega Aale Mustafa, Raza Raza Raza Raza

Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza

Wo ismail dehelwi, sharrefeli thanwi
Wo qaasime nanotwi, wo kawwe wala molvi
Sabhi ka band natqa qalam se jissne kardiya
Wo kaun hai ? wahi tou hai, Raza Raza Raza Raza

Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza
Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza Raza

One thought on “Manqabat In Praise Of Great Luminaries Aala Hazrat RadiAllahu Anhu, Mufti E Aazam RadiAllahu Anhu & Huzur TaajushSharia

Leave a comment